Maana ki tumhe chodna mere zindagi ki sabse badi bhul hai
- Mic Up
- Jul 29, 2020
- 2 min read

Maana ki tumhe chodna mere zindagi ki sabse badi bhul hai..
Magar iska matlab ye nahi ki tu sahi thi tab aur meri izzat tere pairo ki dhul hai
Pyaar tumhe mujhse tha maanta hun..
Har waqt main tumhare liye sabse pehle tha jaanta hun
Par kya jidd nahi thi ye.. pyaar se jyAda pagalpan nahi tha ye..
Pyaar jakda jyada.. bhavnaon mein pakda jaata ...
Aazaad hota hai woh...Isiliye benakab hota hai woh...
Maan
Kya kehti thi tum woh kya khwaishe hoti thi tumhari
Bas aadat ho gayi thi hum
Jarurat ho gayi thi humari
Dhoka diya maine yeh tum kahogi.
Mere faisle thukrake tum mujhse bepanah nafrat karogi...
Har baat meri kahi huyi mere saath rehne ke liye mere saamne saboot ki tarah pesh karogi ..
Maana mere paass woh sab kuch nahi tha jo tumhaare paas tga
Bas mohabbat thi tumse...Jise main humaare liye aur sakt karna chahta tha..
Tumhe aur mujhe hum banana chahta tha..
Par tum toh mashgool hoti rahi khud mein..
Na mein tha wahan na koi aur
Hosh kho chuki thi apne aap see.
Hum toh kab ke chod gaye tumhe kinaaro ki aur

Comments